Kahan Kho Gayee Hai Bahar Aate Aate Lyrics | Ghar Ghar Mein Diwali | Lata Mangeshkar | Roshan

Kahan Kho Gayee Hai Bahar Aate Aate Lyrics | Ghar Ghar Mein Diwali | Lata Mangeshkar | Roshan

Kahan kho gayi hai bahar aate aate
Bahar aate aate
Mila gam ye kaisa karar aate aate
Kahan kho gayi hai bahar aate aate
Bahar aate aate
Mila gam ye kaisa karar aate aate
Kahan kho gayi hai

Hai dil duba duba najar khoyi khoyi
Najar khoyi khoyi
Hai dil duba duba najar khoyi khoyi
Najar khoyi khoyi
Najar khoyi khoyi
Ye kya rang laya hai pyar aate aate
Kahan kho gayi hai

Wo jinpe bharosa kiya humne wo bhi
Kiya humne wo bhi
Wo jinpe bharosa kiya humne wo bhi
Kiya humne wo bhi
Badalne lage aitabaar aate aate
Kahan kho gayi hai

Tadapne de mujhko meri bekarari
Meri bekarari
Meri bekarari
Ke aata dil ko karar aate aate
Kahan kho gayi hai bahar aate aate
Bahar aate aate
Mila gam ye kaisa karar aate aate
Kahan kho gayi hai

MovieGhar Ghar Mein Diwali
SingerLata Mangeshkar
DirectorJagirdar
Music ComposerRoshan
LyricistPrem Dhawan
Star CastJagirdar, Shyama, Sajjan, Manorama, Eruch Tarapore

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *