O tarasti hai nigahen
Badi viran hai mohabbat ki rahe
Kaha hai kaha hai
Chand mere tu kaha hai
Mohabbat ki bus itni dastaan hai
Mohabbat ki bus itni dastaan hai
Judai
Judai do dilo ka imtihaan hai
Mohabbat ki bus itni dastaan hai
Mohabbat ki bus itni dastaan hai
Mohabbat ki bus itni dastaan hai
| Movie | Baradari |
| Singer | Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar |
| Director | K Amarnath |
| Music Composer | Shaukat Dehlvi Nashad |
| Lyricist | Khumar Barabankwi |
| Star Cast | Ajit, Geeta Bali, Pran, Gope, Murad, Cuckoo, Minu Mumtaz, Chandrashekhar, Tiwari, Sapru, Amir Bano, Ramesh Thakur |

