Kahan Chali Chham Se Lyrics  | Mr. India | Feroz Khan, Geeta Bali | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | G.S. Kohli

Kahan Chali Chham Se Lyrics | Mr. India | Feroz Khan, Geeta Bali | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | G.S. Kohli

Kaha chali cham se
Bachake aankh hamse
Ke mar gaye hum kasam se
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke
Kahu mai to has ke jo hal
Ho tere bas ke
To fir na rah taras ke
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke
Kaha chali cham se

Bachake aankh hamse
Ke mar gaye hum kasam se
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke
Kahu mai to has ke
Jo hal ho tere bas ke
To fir na rah taras ke
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke

Galo pe ye lali hai
Ya aag laga li hai
Galo pe ye lali hai
Ya aag laga li hai
Aisi waisi aag nahi
Jal jaye tu na kahi
Aisi waisi aag nahi
Jal jaye tu na kahi
Kaha chali cham se

Bachake aankh hamse
Ke mar gaye hum kasam se
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke
Kahu mai to has ke
Jo hal ho tere bas ke
To fir na rah taras ke
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke

Ye nain lutere hai
Tere hai na mere hai
Ye nain lutere hai
Tere hai na mere hai
Tikhe tikhe naina mile
Ab kaise chain mile
Tikhe tikhe naina mile
Ab kaise chain mile
Kahu mai to has ke
Jo hal ho tere bas ke
To fir na rah taras ke
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke
Kaha chali cham se

Bachake aankh hamse
Ke mar gaye hum kasam se
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke
Kahu main to has ke
Jo hal ho tere bas ke
To fir na rah taras ke
Haye dekh mud ke
O aaja pas ud ke.

MovieMr. India
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi
DirectorG.P. Sippy
Music ComposerG.S. Kohli
LyricistJan Nisar Akhtar
Star CastFeroz Khan, Geeta Bali, I.S.Johar, Helen
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *