Kaha The Raat Ko Lyrics | Dilruba | Penaz Masani | Penaz Masani

Kaha the raat ko
Hamse zara nigaah mile
Kaha the raat ko
Hamse zara nigaah mile
Talaash me ho ke
Jhootha koi gawah mile
Kaha the raat ko

Yeh maze ki ladaai
Yeh hai maze ka milaap
Yeh maze ki ladaai
Yeh hai maze ka milaap
Ke tujhse aankh ladi
Aur phir nigaah mile
Ke tujhse aankh ladi
Aur phir nigaah mile
Kaha the raat ko

Tera gurur samaya hai
Is kadar dil mein
Tera gurur samaya hai
Is kadar dil mein
Nigaah bhi milau jo
Baad shah mile
Nigaah bhi milau jo
Baad shah mile
Kaha the raat ko

Masar usme hai ke
Milne se koi milta hai
Masar usme hai ke
Milne se koi milta hai
Dhero chand mile jaise
Mile nigaah mile
Kaha the raat ko
Hamse zara nigaah mile
Talaash me ho ke
Jhootha koi gawah mile
Kaha the raat ko.

MovieDilruba
SingerPenaz Masani
Music ComposerPenaz Masani
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *