Kahaan tak ham uthaayen gam jiyen ab ya ke mar jaaye
Are zaalim muqaddar ye bata de ham kidhar jaaye
Kahaan tak ham …
Ham unka naam lekar kaat denge zindagi apni -2
Na vo aaye magar milne ka kar vaada to kidhar jaaye -2
Papeehe se kaho gaaye na vo nagme bahaaron ke -2
Kaho gulshan ujad jaaye kaho kaliyaan bikhar jaayen -2
Kahaan tak ham …
| Movie | Aarzoo (1950) |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Music Composer | Anil Biswas |