Kaha Jate Ho Toota Dil Hamara Lyrics  | Naya Zamana | Pradeep Kumar, Mala Sinha | Lata Mangeshkar | Kanu Ghosh

Kaha Jate Ho Toota Dil Hamara Lyrics | Naya Zamana | Pradeep Kumar, Mala Sinha | Lata Mangeshkar | Kanu Ghosh

Kaha jate ho toota dil
Hamara dekhte jao
Kaha jate ho toota dil
Hamara dekhte jao
Kiye jate ho gham ko be sahara
Dekhte jao kaha jate ho

Karu to kya karu ab
Mai tumhari is nisani ko
Karu to kya karu ab
Mai tumhari is nisani ko
Adhuri rah gayi apni tamnna
Dekhte jao kaha jate ho

Khilne bhi na payi
Bahare ruth kar chal di
Khilne bhi na payi
Bahare ruth kar chal di
Diya kimat ne kaisa humko dokha
Dekhte jao kaha jate ho

Tamnna thi ke dam nikle
Hamara teri baho me
Tamnna thi ke dam nikle
Hamara teri baho me
Hamari khak me milti tamnna
Dekhte jao kiye jate ho
Gham ko be sahara
Dekhte jao kaha jate ho
Kaha jate ho.

MovieNaya Zamana
SingerLata Mangeshkar
DirectorLekhraj Bhakri
Music ComposerKanu Ghosh
LyricistPrem Dhawan
Star CastPradeep Kumar, Mala Sinha, Veena, Kammo, Gopi Leela, Mishra, Badri Prasad, Gope, Leela Mishra
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *