Kaha Ho Duniya Ke Bhagwan Lyrics | Roop Basant | Asha Bhosle | Dhaniram

Kaha Ho Duniya Ke Bhagwan Lyrics | Roop Basant | Asha Bhosle | Dhaniram

Kaha ho duniya ke bhagwanduniya ke bhagwan
Pukare tujhay teri santaan kaha ho duniya ke bhagwan

Kal ke raaja aaj bhikhari ye kaisa anyaay
Bhukh ki maaya aisi hai jo sant ko chor bnaaye
Duniya me kodhi ke badle duniya me kodhi ke badle
Bikta hai imaan
Kaha ho duniya ke bhagwanduniya ke bhagwan
Pukare tujhay teri santaan kaha ho duniya ke bhagwan

Jivan bhar sansaar me sachaa pag pag thokar khaaye
Chl aur kapat ke bal par jhutha jag me mauj udaaye
Kya sansaar ke daata teri kya sansaar ke daata teri
Yahi hai jag me shaan
Kaha ho duniya ke bhagwanduniya ke bhagwan
Pukare tujhay teri santaan kaha ho duniya ke bhagwan

MovieRoop Basant
SingerAsha Bhosle
DirectorA M Khan
Music ComposerDhaniram
LyricistGafil Harnalvi
Star CastDaljit K, Chitra, Roopmala, Hiralal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *