Kaha Bhi Na Jaaye Piya Lyrics  | Nirmohi | Sajjan, Nutan | Lata Mangeshkar | Madan Mohan Kohli

Kaha Bhi Na Jaaye Piya Lyrics | Nirmohi | Sajjan, Nutan | Lata Mangeshkar | Madan Mohan Kohli

Kaha bhi na jaye piya
Kaha bhi na jaaye
Apne the jo hue paraye
Kaha bhi na jaye piya
Kaha bhi na jaaye
Apne the jo hue paraye

Jinki vina gham ki bela
Dono par ab jor na mera
Jinki vina gham ki bela
Dono par ab jor na mera
Ek jale piya ek jalaye
Apne the jo hue paraye

Ye hi sang hai yahi sahara
Yad tumhari nam tumhara
Ye hi sang hai yahi sahara
Yaad tumhari nam tumhara
Koi bhi ab kam na aaye
Apne the jo huye paraye
Kaha bhi na jaye piya
Kaha bhi na jaaye
Apne the jo hue paraye.

MovieNirmohi
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerMadan Mohan Kohli
LyricistP. N. Rangeen
Star CastSajjan, Nutan, Amarnath, Chaman Puri, Neeru, Leela Mishra, C L Kavish, Raj Mehra
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *