Kah Rahee Hai Jindagee, Jee Sake Toh Jee Lyrics | Jalti Nishaani | Hemant Kumar | Anil Biswas

Kah rahee hai jindagee, jee sake toh jee – (2)
Ek jam pyar kaa, pee sake toh pee
Kah rahee hai jindagee, jee sake toh jee

Jam yeh usikaa hai -2, jo aage bade ke tham le
Intajar kisaliye (jam utha jam le -2)
Aasman ke hath se, chhin le khushee
Kah rahee hai jindagee

Husn hai khamosh kyon -2, ishk bekarar hai samne
Bitha ke tujhako (teraa intajar hai -2) ho
Shokhiyo kee phuljhadee kuchh toh idhar bhee
Kah rahee hai jindagee

MovieJalti Nishaani
SingerHemant Kumar
Music ComposerAnil Biswas
LyricistQamar Jalalabadi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *