Kadar Tumane Naa Jaani Biti Jaaye Jawaani Lyrics | Noorie | Asha Bhosle | Khayyam

Kadar Tumane Naa Jaani Biti Jaaye Jawaani Lyrics | Noorie | Asha Bhosle | Khayyam

Kadar tumane na jaani
Kadar tumane na jaani biti jaaye jawani
Kadar tune na jaani biti jaaye jawani
Ho biti jaaye
Haan biti jaaye jawani
Kadar tumane na jaani biti jaaye jawani
Kadar tune na jaani biti jaaye jawani

Pyase hai zulfo ke saye
Pyase hai zulfo ke saye
Kab tak dil me aag chhupaye
Kab tak dil me aag chhupaye
Jaagi raat ko nid suhaani suhani
Kadar tune na jaani biti jaaye jawani
Kadar tumane na jaani biti jaaye jawani

Tohe man ka mit banaya
Tohe man ka mit banaya
Patthar se shisha takaraya
Patthar se shisha takaraya
Maine ki nadaani nadaani nadaani
Kadar tune na jaani biti jaaye jawani
Kadar tumane na jaani biti jaaye jawani

Yun nache ki ghungharu tode
Yun nache ki ghungharu tode
Mehadi waale haath bhi jode
Mehadi waale haath bhi jode
Tune ek na maani na maani na maani
Kadar tune na jaani biti jaaye jawani
Kadar tumane na jaani biti jaaye jawani
Ho biti jaaye
Haay biti jaaye jawani
Kadar tumane na jaani biti jaaye jawani
Kadar tune na jaani biti jaaye jawani

MovieNoorie
SingerAsha Bhosle
DirectorManmohan Krishna
Music ComposerKhayyam
LyricistNaqsh Lyallpuri
Star CastFarooq Sheikh, Poonam Dhillon, Madan Puri, Iftekhar, Bharat Kapoor, Manmohan Krishan, Avtar Gill, Gita Siddharth, Padma Khanna, Javed Khan, Vikas Anand, Pardesi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *