Kadam Kadam Badhaye Jaa Lyrics | Bose – The Forgotten Hero | Vijay Prakash | A R Rahman

(Kadam kadam badhaye jaa, khushee ke git gaye jaa
Yeh jindagee hain kaum kee, too kaum pe lutaye jaa) – (2)

(Too sher hind aage badh, bandhe se phir bhee too naa darr
Udake dushmano kaa sir, jo de watan badhaye jaa) – (2)
Kadam kadam badhaye jaa, khushee ke git gaye jaa
Yeh jindagee hain kaum kee, too kaum pe lutaye jaa

(Chalo dillee pukartee hame disha sambhalee
Lakh yeh bighadke lehraye jaa, lehraye jaa) – (2)
(Kadam kadam badhaye jaa, khushee ke git gaye jaa
Yeh jindagee hain kaum kee, too kaum pe lutaye jaa) – (2)

MovieBose - The Forgotten Hero
SingerVijay Prakash
Music ComposerA R Rahman

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *