Kabhi yun bhi aa mere dil mein tu,
Tujhe umar bhar ko main rok lun,
Kabhi yun bhi aa mere dil mein tu,
Tujhe umar bhar ko main rok lun,
Meri raat ko bhi subah mile,
Mujhe tu mile toh khuda mile,
Baarishon ka jaise mausam hai tu,
Chahaton ka jaise alam hai tu,
Mehfudil hai tujhmein saasein meri,
Roshan hui tujhse raatein meri,
Kahan darmeyan rahein faasle,
Mujhe tu mile toh khuda mile,
Mujhe tu mile toh khuda mile,
Mujhe tu mile toh khuda mile,
| Movie | Ishq Junoon: The Heat Is On |
| Singer | Vardan Singh |
| Director | Sanjay Sharma |
| Music Composer | Vardan Singh |
| Lyricist | Azeem Shirazi |
| Star Cast | Rajbeer Singh, Divya Singh, Akshay Rangshahi |
| Label | Zee Music Company |

