Kabhi Toh Aasman Se Chaand Utare Lyrics | Tum Toh Nahin Ho (Jagjit Singh) | Jagjit Singh

Kabhi Toh Aasman Se Chaand Utare Lyrics | Tum Toh Nahin Ho (Jagjit Singh) | Jagjit Singh

Kabhi to aasmaa se chaand utre
Jaam ho jaaye
Kabhi to aasmaa se chaand utre
Jaam ho jaaye
Tumhare naam ki ek khoobsurat
Shaam ho jaaye
Tumhare naam ki ek khoobsurat
Shaam ho jaaye
Kabhi to aasmaa se chaand utre
Jaam ho jaaye

Wo mera naam sun kar
Kuch zara sharma se jaate hai
Wo mera naam sun kar
Kuch zara sharma se jaate hai
Bahut mumkin hai
Kal iska mohabbat naam ho jaaye
Bahut mumkin hai
Kal iska mohabbat naam ho jaaye

Zara sa muskura kar haal puchho
Dil bahal jaaye
Zara sa muskura kar haal puchho
Dil bahal jaaye
Hamara kaam ho jaaye
Tumhara naam ho jaaye
Hamara kaam ho jaaye
Tumhara naam ho jaaye
Kabhi to aasmaa se chaand utre
Jaam ho jaaye

Ujale apni yaado ke
Hamare saath rehne do
Ujale apni yaado ke
Hamare saath rehne do
Na jaane kis gali mein zindagi ki
Shaam ho jaaye
Na jaane kis gali mein zindagi ki
Shaam ho jaaye
Kabhi to aasmaa se chaand utre
Jaam ho jaaye
Tumhare naam ki ek khoobsurat
Shaam ho jaaye
Tumhare naam ki ek khoobsurat
Shaam ho jaaye
Shaam ho jaaye
Shaam ho jaaye

MovieTum Toh Nahin Ho (Jagjit Singh)
SingerJagjit Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *