Kabhi To Pura Tol Prani Lyrics | Hamari Yaad Aayegi | Snehal Bhatkar

Kabhi To Pura Tol Prani Lyrics | Hamari Yaad Aayegi | Snehal Bhatkar

Kabhi to pura tol prani
Bhai kabhi to pura tol prani
Kabhi to pura tol
Tera kya lagega mol
Radhe krishan bol mukh se
Radhe krishan bol

Kaya ka pinjra dole re
Kaya ka pinjra dole re
Ek saans ka panchhi bole
Panchhi kaahe hoth udas
Tod na man ki aas panchhi

Pinjra lekar ud jaye panchhi
Ja saajan ke pass panchhi
Main nahi makhan khayo
Maiya mori main nahi makhan khayo
Maiya mori main nahi makhan khayo
Maanat naahi maat yashoda
Maanat naahi maat yashoda
Nandlal ghabrayo
Nandlal ghabrayo
Jhatpat makhan nigal gayo
Aur munh phir khol dikhayo
Aa
Main nahi makhan khayo
Maiya mori main nahi makhan khayo

Tere daya dhram nahi man me
Tere daya dhram nahi man me
Mukhda kya dekhe darpan me
Mukhda kya dekhe darpan me
Kaudi kaudi maya jode
Kaudi kaudi maya jode
Uncha mahal banaye
Jab yamraaj bulawa denge
Jab yamraaj bulawa denge
Sab kuch chhod ke jaye
Bhagat sab yahin dhara raha jaye
Bhagat jab
Bolo ram ho jaye

MovieHamari Yaad Aayegi
DirectorKidar Sharma
Music ComposerSnehal Bhatkar
LyricistKedar Sharma
Star CastAnand Kumar, Ashok Sharma, Tanuja, Vijay Madhvi, Dube, Sujata, Madhvi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *