Kabhi Tanhaiyon Mein Lyrics  | Hamari Yaad Aayegi | Ashok Sharma, Tanuja | Mubarak Begum | Snehal Bhatkar

Kabhi tanhaiyon mein yu humari yaad aayegi
Andhere chha rahe honge, ke bijli kaundh jayegi
Kabhi tanhaiyon mein yu

Kabhi tanhaiyon mein yu humari yaad aayegi
Kabhi tanhaiyon mein yu humari yaad aayegi
Andhere chha rahe honge, ke bijli kaundh jayegi
Andhere chha rahe honge

Ye bijli rakh kar jayegi tere pyar ki duniya

Na phir tu ji sakega aur na tujhko maut aayegi
Kabhi tanhaiyon mein yu humari yaad aayegi
Andhere chha rahe honge, ke bijli kaundh jayegi
Kabhi tanhaiyon mein yu.

MovieHamari Yaad Aayegi
SingerMubarak Begum
DirectorKidar Sharma
Music ComposerSnehal Bhatkar
LyricistKidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Star CastAshok Sharma, Tanuja, Anand Kumar, Dube, Sujata, Madhvi
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *