(Kabhi nahi pad sakta – 2 yaaron maikhaane mein tala – 2
Ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala – 2) – 2
Ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala
Jaam pe jaam chadhkar gham halka kar leta hai – 3
Aur manaaye jashna koi takrakar pyale se pyala – 2
Kabhi nahi pad sakta yaaron maikhane mein tala – 2
Ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala – 2
(Maikhane mein aaj kuchh itani – 3 bheed hai peene waalon ki) – 3
Ghar pe jaake so nahi sakta maikhane ka rakhawala – 2
Kabhi nahi pad sakta yaaron maikhane mein tala – 2
Ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala – 2
Wo saawan ho ya ho patjadh jo jaam chalkaate rehte hai – 3
Peene se kab rukk sakta hai jo hai main ka matwaala – 2
Kabhi nahi pad sakta yaaron maikhaane mein tala – 2
Ek do char nahi hai sara shehar hai peenewala – 2
Shehar hai peenewala – 5
| Movie | Nasha Vol. 2 - Pankaj Udhas |
| Singer | Pankaj Udhas |