Kabhi Kabhi Aisa Bhi Hota Hai Lyrics  | Waris | Jeetendra, Hema Malini | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Rahul Dev Burman

Kabhi Kabhi Aisa Bhi Hota Hai Lyrics | Waris | Jeetendra, Hema Malini | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Rahul Dev Burman

Ho kabhi kabhi aisa bhi
Toh hota hai zindagi mein
Raah mein chalte chalte
Raahi kho gaye bekhudi mein
Ho kabhi kabhi aisa bhi
Toh hota hai zindagi mein
Raah mein chalte chalte
Raahi kho gaye bekhudi mein
Kabhi kabhi aisa bhi toh

Kisko pata tha chandani jaayegi
Ho kaali ghata chhayegi
Kisko pata tha chandani jaayegi
Ho kaali ghata chhayegi
Thandi puhaar hamein
Paas paas laayegi
Hmmm baat ban jaayegi
Dil ki dhadkan sur badlegi
Ghadi do ghadi mein
Ho kabhi kabhi aisa bhi
Toh hota hai zindagi mein
Raah mein chalte chalte
Raahi kho gaye bekhudi mein
Kabhi kabhi aisa bhi toh

Neendiya ke baadal
Ghir ghir aaye hai
O aankhon pe chhaye hai
O rang bhare sapanon ko
Sang sang laaye hai
Jaal bichhaye hai
Pyar ki khusbhu mehak rahi
Hai saanson ki raagani mein
Ho kabhi kabhi aisa bhi
Toh hota hai zidnagi mein
Raah mein chalte chalte
Raahi kho gaye bekhudi mein
Ho kabhi kabhi aisa bhi
Toh hota hai zidnagi mein
Raah mein chalte chalte
Raahi kho gaye bekhudi mein.

MovieWaris
SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi
DirectorRamanna
Music ComposerRahul Dev Burman
LyricistRajendra Krishan
Star CastJeetendra, Hema Malini, Prem Chopra, Aruna Irani, Mehmood, Neetu Singh
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *