(Kabhee aansu kabhee khushbu kabhee nagama bankar -2
Hamase har sham milee hai teraa chehra bankar) – (2)
Kabhee aansu kabhee khushbu kabhee nagama bankar
Chand nikala hai teree aankh ke aanso kee tarah – (2)
Phul mehake hai teree julf kaa saya banakar – (2)
Hamase har sham milee hai teraa chehara bankar
Kabhee aanso kabhee khushbu kabhee nagama bankar
Dil ke kagaj pe tu utarata hai tu sheron kee tarah – (2)
Mere honton pe chamakata hai tu nagama banakar – (2)
Hamase har sham milee hai teraa chehara bankar
Kabhee aanso kabhee khushbu kabhee nagama bankar
Meraa kya hal hai yeh aa ke kabhee dekh toh le – (2)
Jee raha hu teraa bhula huva wada banakar – (2)
Hamase har sham milee hai teraa chehara bankar
Kabhee aanso kabhee khushbu kabhee nagama bankar – (2)
| Movie | Loving Gazals - Pankaj Udhas |
| Singer | Pankaj Udhas |