Kab ke bichde aaj mile hai
Ab tum door na jana
Baba apni is gudiya ko
Phir se na rulana
Kab ke bichde aaj mile hai
Ab tum door na jana
Baba apni is gudiya ko
Phir se na rulana
Tumko pa kar mere baba
Jaise bachpan laut aaya
Barso tarasti rahi hai tumhari ladli
| Movie | Woh Jo Hasina |
| Singer | Asha Bhosle |
| Music Composer | Raamlaxman |
| Lyricist | Ravinder Rawal |
| Star Cast | Mithun Chakraborty, Ranjeeta Kaur |
| Label | Saregama |

