Kab aaoge
Kab aaoge
Kab aaoge pran piya
Kab aaoge
Kab aaoge
Kab aaoge pran piya
Kab aaoge
Aaj milan ke saj sajaye
Geet bida ke khushiya gaye
Aaj milan ke saj sajaye
Geet bida ke khushiya gaye
Hasi ude jo tum nahi aaye
Hasi ude jo tum nahi aaye
Dhak dhak haye dhadke jiya
Kab aaoge pran piya
Kab aaoge
Jiwan baati jalne lagi hai
Saanjh milan ki dhalne lagi hai
Jiwan baati jalne lagi hai
Saanjh milan ki dhalne lagi hai
Aasha tute
Dhiraj tute
Aasha tute
Dhiraj tute
Pal pal ratati naam piya
Kab aaoge pran piya
Kab aaoge
Kab aaoge
Kab aaoge
| Movie | Stree |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | V Shantaram |
| Music Composer | Chitalkar Ramchandra |
| Lyricist | Bharat Vyas |
| Star Cast | V Shantaram, Sandhya, Rajshree, Vandana, Charusheela, Uma, Babloo, Bhagwan, Indira, K Keshav Rao, Padma Chavan, Baburao Pendharkar, Mumtaz |

