Kaash Ek Din Aisa Bhi Aaye Lyrics | Showbiz | Shaan, Shreya Ghoshal | Lalit Pandit

Kaash ek din aisa bhi aaye, waqt ka pal pal tham jaaye
Saamne bas tum hi raho aur umarr gujar jaae
O o o o o o……………

Kaash ek din aisa bhi aaye, waqt ka pal pal tham jaaye
Pyaar ruk na paaye chaahe saansein theher jaaye
O o o o o o……………

Tujhe dekhkar tujhe sochkar maine jo pal jiya tha
Use dil ke hi kisi kone mein, bas kaid kar liya tha
Kuchh aur lamhe tumse mile toh, duniya sawar jaaye
O o o o o o……………

Mere dil ko tum churaake sanam nazarein nahi churaana
Kisi baat par kisi mod par, mujhse na rooth jaana
Aisa na ho ke dil mera tute aur bikhar jaaye
O o o o o o……………
Kaash ek din aisa bhi aaye, waqt ka pal pal tham jaaye
Pyaar ruk na paaye chaahe saansein theher jaaye
O o o o o o……………

MovieShowbiz
SingerShaan, Shreya Ghoshal
Music ComposerLalit Pandit

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *