Kaash Aisa Koi Manzar Hota Lyrics | Kaash (Hariharan) | Hariharan | Jolly Mukherjee

Kaash Aisa Koi Manzar Hota Lyrics | Kaash (Hariharan) | Hariharan | Jolly Mukherjee

Kaash aisa koi manzar hota
Kaash aisa koi manzar hota
Mera kanthe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota
Mera kanthe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota

Jama karta jo mein aaye huve sang
Jama karta jo mein aaye huve sang
Sar chhupane ke liye ghar hota
Sar chhupane ke liye ghar hota
Mera kanthe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota

Is balandi pe bahut tanha hu
Tanha hu bahut tanha hu
Tanha
Tanha
Is balandi pe bahut tanha hu
Kaash mein sab ke barabar hota
Kaash mein sab ke barabar hota
Mera kanthe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota

Usne uljha diya duniya mein mujhe
Usne uljha diya duniya mein mujhe
Warna ek aur kalandar hota
Warna ek aur kalandar hota
Mera kanthe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota
Mera kanthe pe tera sar hota
Kaash aisa koi manzar hota

MovieKaash (Hariharan)
SingerHariharan
Music ComposerJolly Mukherjee

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *