Kaam Krodh Aur Lobh Ka Mara Lyrics | Bahu Rani | Mahendra Kapoor | Chitalkar Ramchandra

Kam karodh or lobh ka mara jagat na aaya ras
Jab jab ram ne janam liya tab tab paya banbas

Tab tab paya banbas

Kalyug tak chalti aayi hai satyug ki ye reet

Sab kuch har chuke ho apna tab ram ki ho jeet
Yug badle jag badla par badal na paya ye itihas
Jab jab ram ne janam liya tab tab paya banbas
Tab tab paya banbas

Chhod ke apne mahal domahle jungle jungle firna

Oro ke sukh chain ki khatir dukh sanakat me ghirna
Hai yahi ram ke lekh ki rekha aa gaya ab vishwas
Jab jab ram ne janam liya tab tab paya banbas
Tab tab paya banbas

Ram har ek yug me aaye par kaun unhe pahchana

Ram ki pooja ki jag ne par ram ka arth na jana
Takte takte budhe ho gaye dhari or aakash
Jab jab ram ne janam liya tab tab paya banbas
Tab tab paya banbas
Kam karodh or lobh ka mara jagat na aaya ras
Jab jab ram ne janam liya tab tab paya banbas
Tab tab paya banbas

MovieBahu Rani
SingerMahendra Kapoor
DirectorT Prakash Rao
Music ComposerChitalkar Ramchandra
LyricistSahir Ludhianvi
Star CastGuru Dutt, Mala Sinha, Feroz Khan, Lalita Pawar, Nasir Hussain, Shyama, Agha, Badri Prasad, Mukri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *