Aye tumse mili toh pyar ka seekha hai ka kha ga gha
Aye samjhao na
Kyun pyar ka ulta hai ka kha ga gha
Kyun jo dard de
Tadpaye bhi lagta hai pyara wohi
Kyun toote yeh dil dehlaaye dil kabhi
Tairne ki jo koshishein kare kaahe doob jaata hai
Sab bhula ke jo doob jaaye kyun wohi tair paata hai
Wo joh har khel mein jeeta yahan
Dilbar se hara wohi
Kyun toote yeh dil dehlaaye dil kabhi
Aye tumse mili toh pyar ka seekha hai ka kha ga gha
Aye samjhao na
Kyun pyar ka ulta hai ka kha ga gha
Dhat teri
Iski har saza kubool ho jise yahan wahi wahi bari hua hai
Ispe jo mukadmaa kare aji wahi wahi mara hai
Batao kyun
Is jail se bhaaga hai jo dobara lauta woh bhi
Kyun toote yeh dil dehlaaye dil kabhi
Aye tumse mili toh pyar ka seekha hai ka kha ga gha
Aye samjhao na
Kyun pyar ka ulta hai ka kha ga gha
| Movie | Bombay Velvet |
| Singer | Neeti Mohan |
| Director | Anurag Kashyap |
| Music Composer | Amit Trivedi |
| Lyricist | Amitabh Bhattacharya |
| Star Cast | Ranbir Kapoor, Anushka Sharma, Manish Choudhary, Kay Kay Menon, Karan Johar, Khambatta, Siddhartha Basu, Remo Fernandes, Satyadeep Mishra, Mukesh Chhabra, Vivaan Shah |

