Jungle Mein Sher Baagon Mein Mor Lyrics | Prem Granth (1996) | Alka Yagnik, Vinod Rathod | Laxmikant-Pyarelal

Aa aa aa aa aa…..
Raama ho raama ho raama ho raama ho….
Raama ho raama, raama ho raama…. ho ho ho ho
(Jungle mein sher baagon mein mor – (2)
Sheharon mein chor ho raama) – (2)
Baali umar baali umar mujhe lagata hai darr
Main jaau kis or ho raama
Jungle mein sher baagon mein mor, sheharon mein chor ho raama – (2)

Jab se mera saath bachpan ne chhoda – (2)
Pichhe pada yeh joban nigoda – (2)
Main kya karu haay kaise sahu haay – (2)
Yeh joban ka jor ho raama
Jungle mein sher baagon mein mor, sheharon mein chor ho raama – (2)

(Mera nahi yeh logon ka hai kehana – (2)
Kab jaane kisase mil jaaye naina) – (2)
Yeh roop rang ik udati patang -2 kat jaaye na dor ho raama
Jungle mein sher baagon mein mor, sheharon mein chor ho raama – (2)
Chham chham chham chham chham chham….
Chhanan nan chhanan chhanan chhanananananana

Ho ho ho ho…. aa aa aa aa aa…. o o o o o….

(Tu apani paayal ki chham chham se – (2)
Dar darake chalati hai tham tham ke) – (2)
Paayal ruki toh chudi baj uthi -2 mach gaya shor ho raama
Jungle mein sher baagon mein mor, sheharon mein chor ho raama
Baali umar -2 mujhe lagata hai darr, main jaau kis or ho raama
Jungle mein sher baagon mein mor, sheharon mein chor ho raama – (2)
Raama ho raama ho raama ho raama ho…. hey hey hey…. ho ho ho…

MoviePrem Granth (1996)
SingerAlka Yagnik, Vinod Rathod
Music ComposerLaxmikant-Pyarelal
LyricistAnand Bakshi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *