Aaj nashe mein raat hai huyi koyi na koyi baat hai
Hosh kisi ko hai kahaan behke huye jajbaat hai

Teer ishaaron mein chala pyaar hai ya daga
Koi meherbaan kyun hua dil yeh hamesha tha fida

Main fida main fida
Nazro ki haay kya ada pyaar se dil chhu liya
Hosh hamaara gum hua keh diya dil ne marhaba

Marhaba marhaba
Aaj nashe mein raat hai huyi koyi na koyi baat hai
Hosh kisi ko hai kahaan behke huye jajbaat hai
| Movie | Fox |
| Singer | Kunal Ganjawala, Sunidhi Chauhan |
| Director | Deepak Tijori |
| Music Composer | Monty Sharma |
| Lyricist | Sandeep Nath |
| Star Cast | Sunny Deol, Arjun Rampal, Sagarika Ghatge, Udita Goswami, Vipul Gupta, Ravi Gosain, Shabnam Kapoor, Prithvi Zutshi, Vicky Ahuja, Shishir Sharma, Vishwajeet Pradhan, Rituparna Sengupta, Nassar Abdulla, Javed Rizvi, Kurush Deboo, Taran Adarsh |