Jo Tumko Jhooth Lage Lyrics | Shaurya Mehta

Jo Tumko Jhooth Lage Lyrics | Shaurya Mehta

Ankhon mein meri
Ik dafa dekh le
Bass tere sivaa
Kuch aur naa dikhega

Tujhpe hi dil aake
Rukk sa gaya
Waqt kyun mera
Aise tham sa gaya

Tujhpe hi dil aake
Rukk sa gaya
Waqt kyun mera
Aise tham sa gaya

Jo kuch bhi jhooth lage
To chhod dena
Jo kuch bhi jhooth lage
To chhod dena

Tu chhod dena
Tu chhod dena

Mohabbat hogi naa dubara
Ye to tujh tak hai bas yaara
Ke tu hi rab mera hai yaara
Ke tu hi sab mera hai yaara

Kahan laake choda
Mere halaton ne
Itna kho gaya kyun
Main in jazbaton mein

Kahan laake choda
Mere haalaton ne
Itna kho gaya kyun
Main in jazbaton mein

Naa tera hua main
Naa kisi ka raaha main
Mila re mujhko
Yeh kaisa sila re

Naa jaane huyi kya hai
Maujhse khata
Kyun rutha hai
Mujhse hi mera khuda

Joh kuch bhi jhooth lage
To chhod dena
Joh kuch bhi jhooth lage
To chhod dena

Mohabbat hogi naa dubara
Ye to tujh tak hai bas yaara
Ke tu hi rab mera hai yaara
Ke tu hi sab mera hai yaara.

SingerShaurya Mehta
Music ComposerOye Kunaal
LyricistOye Kunaal
Star CastArushi Nishank, Vishal Singh
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *