Jo Pyaar Karta Hai Lyrics  | Yeh Raaste Hain Pyaar Ke | Ajay Devgan, Madhuri Dixit | Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy | Darshan Rathod, Sanjeev Rathod

Jo Pyaar Karta Hai Lyrics | Yeh Raaste Hain Pyaar Ke | Ajay Devgan, Madhuri Dixit | Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy | Darshan Rathod, Sanjeev Rathod

Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka badal ban jata hai
Kisi ke pido ka ghayal ban jata hai
Jo pyaar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka badal ban jata hai
Kisi ke pido ka ghayal ban jata hai
Jo pyaar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai

Pyaar mein jeena pyaar mein marna
Aaj hi kar lo jo hai karna
Der bahut ho jayegi warna
Aaj ka din jo guzar gaya to
Kal ban jata hai
Aaj ka din jo guzar gaya to
Kal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai

Yaadein umangein armaan sapne
Sab ke yahan ghar apne apne
Yeh sach hai yeh maana sab ne
Shahed yeh dil ka ujde to jungle ban jaata hai
Shahed yeh dil ka ujde to jungle ban jaata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai

Dil deta hai jaan leta hai
Amrit mein vish bhar deta hai
Jeena mushkil kar deta hai
Pyar kabhi har ek mushkil ka hal ban jata hai
Pyar kabhi har ek mushkil ka hal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka badal ban jata hai
Kisi ke pido ka ghayal ban jata hai
Jo pyaar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai.

MovieYeh Raaste Hain Pyaar Ke
SingerAnuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Manohar Shetty
DirectorDeepak Shivdasani
Music ComposerDarshan Rathod, Sanjeev Rathod
LyricistAnand Bakshi
Star CastAjay Devgan, Madhuri Dixit, Preity Zinta
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *