Jo Chham Se Nikal Gayi Raat Lyrics | Inam Dus Hazaar (1987) | Asha Bhosle | R D Burman

Jo chham se nikal gayi raat -2, nahi phir aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali
Yeh gayi toh gayi phir nahi aanewaali
Jo chham se nikal gayi raat, nahi phir aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali

Haan aaj toh baaji hogi lagaani -2 kehati hoon main yeh pukaar
Daam toh hoga tujhako lagaana daulat ho chaahe pyaar
Aa idhar tujhase yeh yeh najar hai sawaali
Jo chham se nikal gayi raat -2, nahi phir aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali

Ho kaun hai asali kaun hai nakali -2 teri najar jaane
Shakl kisiki chhup na sakegi dil se jo pehchaane
Laakh parde mein bhi hai najar aanewaali
Jo chham se nikal gayi raat -2, nahi phir aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali

Ho jaan liya toh phir yeh kadam kyun -2 kis liye roka hai
Jo bhi karana kar le meri jaan aakhir mauka hai
Jaanemann yeh ghadi pal mein hai jaanewaali
Jo chham se nikal gayi raat -2, nahi phir aanewaali
Ik raat ki saari baat kahe samjhaanewaali
Yeh gayi toh gayi phir nahi aanewaali
Jo chham se nikal gayi raat (nahi phir aanewaali -3)

MovieInam Dus Hazaar (1987)
SingerAsha Bhosle
Music ComposerR D Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *