Jo Bhi Hua Hai Woh Pyaar Lyrics  | Daulat Ke Dushman | Shatrughan Sinha, Vinod Khanna | Kishore Kumar | Rahul Dev Burman

Jo Bhi Hua Hai Woh Pyaar Lyrics | Daulat Ke Dushman | Shatrughan Sinha, Vinod Khanna | Kishore Kumar | Rahul Dev Burman

Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai

Sah na saka main hazoor ki doori
Hey sah na saka main hazoor ki doori
Kya kahu aisi hai kya majburi
Jab se mile ho nazar mein khile ho
Arey ha lagta hai apna milan
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai

Main hoon ek bekas garib deewana
Hey main hoon ek bekas garib deewana
Tumne bhi mujhko nahi pehchana
Bade armano se laya hoon dekho
Arey ha ho ho pehli tamana ka ye nazrana
Aye gusa na karo
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai.

MovieDaulat Ke Dushman
SingerKishore Kumar
DirectorBimal Rawal
Music ComposerRahul Dev Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastShatrughan Sinha, Vinod Khanna, Manjushree
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *