Jiya Re Lyrics  | Dahleez | Tridha Chaudhary, Gurmeet Chaudhary | Jubin Nautiyal | Superbia (Band)

Jiya Re Lyrics | Dahleez | Tridha Chaudhary, Gurmeet Chaudhary | Jubin Nautiyal | Superbia (Band)

Morey jiya, main kya tere bin
Morey jiya, tu mera palchim

Likhun main tere naam saari umar
Main chahun tujhko hi aatto pehar
Basaon teri galiyon main apna ghar

Jiyaare
Jiya re basa hai tera roop aankhon mein
Jiya re sochun main tujhe chaand raaton mein
Jiya re khoya mein rahun teri baaton mein

Jiyaare jiyaare jiyaare..
Jiyaare jiyaare jiyaare..

Tu hai toh mera wajood hain
Tu hai toh meri talaash hain
Tu hai toh shaamein khushnuma
Tu hai toh luv ki pyaas hain
Likhun main tere naam saari umar
Main chahun tujhko hi aatto pehar
Basaon teri galiyon main apna ghar

Jiyaare

Jiya re basa hai tera roop aankhon mein
Jiya re sochun main tujhe chaand raaton mein
Jiya re khoya mein rahun teri baaton mein

Jiyaare jiyaare jiyaare
Jiyaare jiyaare jiyaare

Tu jeene ki umeed hai
Tu khwaabo ka aasma
Tu hai chahat ki kaayanaat
Tu hai yaadon ka kaha kasha

Likhun main tere naam saari umar
Main chahun tujhko hi aatto pehar
Basaon teri galiyon main apna ghar

Jiyaare

Jiya re basa hai tera roop aankhon mein
Jiya re sochun main tujhe chaand raaton mein
Jiya re khoya mein rahun teri baaton mein

Jiyaare jiyaare jiyaare..
Jiyaare jiyaare jiyaare..

MovieDahleez
SingerJubin Nautiyal
Music ComposerSuperbia (Band)
LyricistSameer Anjaan
Star CastTridha Chaudhary, Gurmeet Chaudhary, Harshad Arora, Amit Behl, Hunar Hale, Meghna Malik, Pawan Shankar, Aryan Pandit, Meer Ali, Kiran Srinivas, Chirag Mahububani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *