Jiya Na Jaay Lyrics | Mantra | Faakhir

Jiya na jai
Teray bin saatiyhaa
Yaadon mein tu hai
Raat din saa thaa
Hoon gay kabhi hum juda
Main nay yeh soocha na thaa
Yeh sitam tu bata kiyon hua

Aain aur jaain mausam
Mujh ko tanhai ka gham
Mushkil safar, poochon kisay
Manzil kahan
Dil ka to haal hai aisay
Sehra mein phool hoon jaisay
Weeran hai mera jahan

Mujh ko nahi hai khabar
Kis ki lagi hai nazar
Yeh sitam tu bata kiyon hua

Gum sum hain pagal naina
Mehfil mein tanha rehna
Oh beqadar kiyon eshq ko ruswa kia

Muhj say taqdeer bhee roothi
Dil ki umeed na tooti
Tootain gee yeh khamoshian
Tum thay meray hum safar
Kis ki lagi hai nazar
Yeh sitam tu bata kiyon hua

MovieMantra
SingerFaakhir

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *