Jiya dhadak dhadak
Aankh fadak fadak
Tadpaaye
Tum aao to jaana jaaye
Aana piya more
Aana balam more
Aana sajan more aana
Ho karna na bahana
Piya karna na bahana
Aana piya more
Aana balam more
Aana sajan more aana
Ho karna na bahana
Piya karna na bahana
Aana piya more
Tum chand bano main banu chakori
Tum shyaam bano
Tum shyaam bano
Main radha tori
Tum shyaam bano
Tum shama to main parwana
Balam more aana sajan more aana
Ho karna na bahana
Piya karna na bahana
Aana piya more
Tum aankh bano main din ban jaun
Tum jaan bano
Tum jaan bano
Main dil ban jaaun
Main dil ban jaaun
Ye dil hai tera diwana
Balam more aana sajan more aana
Ho karna na bahana
Piya karna na bahana
Aana piya more
Tum raag bano main saaz banungi
Tum geet bano
Tum geet main awaaz banungi
Haa awaaz banungi
Milne ka hai ye zamana
Balam more aana sajan more aana
Ho karna na bahana
Piya karna na bahana
Aana piya more
Aana balam more
Aana sajan more aana
Ho karna na bahana
Piya karna na bahana
Aana piya more
| Movie | Namoona |
| Singer | Shamshad Begum |
| Director | Hira Singh |
| Music Composer | Chitalkar Ramchandra |
| Lyricist | A Shah |
| Star Cast | Kishore Sahu, Kamini Kaushal, Dev Anand, Gulab, Leela Chitnis, Cuckoo, Shyama |

