Jivan Ka Balidan Kar De Lyrics | Ummeed | Kanti Lal | Khemchand Prakash

Jivan Ka Balidan Kar De Lyrics | Ummeed | Kanti Lal | Khemchand Prakash

Jiwan ka balidaan kar de
Jiwan ka balidaan
Prem milan ki yahi
Kasauti yahi hai uski shaan
Prem milan ki yahi
Kasauti yahi hai uski shaan
Jiwan kar balidaan
Jiwan kar balidaan
Jiwan kar balidaan

Chhod de apni saans ki dori
Ud ja mere praan
Chhod de apni saans ki dori
Ud ja mere praan
Mit jaayegi halchal dil ki
Mit jaayegi halchal dil ki
Mit jayega tufaan
Mit jayega tufaan
Jiwan kar balidaan
Jiwan kar balidaan
Jiwan kar balidaan

MovieUmmeed
SingerKanti Lal
DirectorManibhai Vyas
Music ComposerKhemchand Prakash
LyricistD N Madhok
Star CastIshwar Lal, Prabha, Neela, Noor Jahan, Inayat, Ibraham, Bhagwan Das

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *