Jisko Hamne Apana Samajha Lyrics | Woh Bewafa (Album) | Agam Kumar Nigam, Tulsi Kumar | Nikhil

Jisko Hamne Apana Samajha Lyrics | Woh Bewafa (Album) | Agam Kumar Nigam, Tulsi Kumar | Nikhil

Jisko humne apna samjha
Wo nikla begana
Jisko humne apna samjha
Wo nikla begana
Shisha jaise tut raha ho
Tuta dil deewana
Kabhi pyaar na karenge
Aitbaar na karenge
Kabhi pyaar na karenge
Aitbaar na karenge
Kitna mushkil hai tumko aur ab khud ko samjhana
Kitna mushkil hai tumko aur ab khud ko samjhana
Dil ki manjil aur kahin hai
Aur kahin ab jana
Kabhi pyaar na karenge
Aitbaar na karenge
Kabhi pyaar na karenge
Aitbaar na karenge

Mere khayalo mein sirf tum ho
Bhulau tumko kaise
Chale gaye ho dur itne
Bulau tumko kaise
Kyun maine ki hai ye bewafayi
Batau tumko kaise
Meri sunoge to ro padoge
Rulaau tumko kaise
Jiski kismat mein ho rona
Usko kya bahlana
Jiski kismat mein ho rona
Usko kya bahlana
Shisha jaise tut raha ho
Tuta dil deewana
Kabhi pyaar na karenge
Aitbaar na karenge
Kabhi pyaar na karenge
Aitbaar na karenge

Tumhe jagakar main so sakungi
Ye to nahi hai mumkin
Mujhe pata hai
Main jaanti hu
Jeena hai kaise tum bin
Agar tumhe bhi hai dard itna
To kyun juda ho mujhse
Tumhare dil mein na koyi shikwa
To kyun khafa ho mujhse
Likha jo rab ne wahi to hoga
Likha hai jo afsana
Likha jo rab ne wahi to hoga
Likha hai jo afsana
Dil ki manjil aur kahin hai
Aur kahin ab jana
Kabhi pyaar na karenge
Aitbaar na karenge
Kabhi pyaar na karenge
Aitbaar na karenge

Jisko humne apna samjha
Wo nikla begana
Shisha jaise tut raha ho
Tuta dil deewana
Kitna mushkil hai tumko aur ab khud ko samjhana
Dil ki manjil aur kahin hai
Aur kahin ab jana
Kabhi pyaar na karenge
Aitbaar na karenge
Kabhi pyaar na karenge
Aitbaar na karenge
Kabhi pyaar na karenge
Aitbaar na karenge

MovieWoh Bewafa (Album)
SingerAgam Kumar Nigam, Tulsi Kumar
Music ComposerNikhil
LyricistPraveen Bhardwaj

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *