Jisko Bhi Lageya Lyrics | Laut Aao | Ahmed Jehanzeb, Sachin Gupta | Ahmed Jahanzeb, Sachin Gupta | Ahmed Jehanzeb

Jisko bhi lageya ishq ka rog
Jisko bhi lageya ishq ka rog
Usako paagal kehnde log
O jiya o jiya o jiya o jiya…
O ho ho ho o ho ho ho o ho ho ho ho ho…
Jo bhi pi le ishq da pyaala
Jhumein banake woh matwaala
Jo bhi pi le ishq da pyaala
Jhumein banake woh matwaala
Na woh jita, na woh marta
Na woh jita, na woh marta
Jisne liya yeh jog, yeh jog
O jiya o jiya o jiya o jiya…

Na kuchh sujhe, na kuchh bhaaye
Ek pal bhi na raahat aaye
Na kuchh sujhe, na kuchh bhaaye
Ek pal bhi na raahat aaye
Jakhmi jiya ka dard mitaade
Jakhmi jiya ka dard mitaade
Aisa nahin koyi rog, yeh jog
O jiya o jiya o jiya o jiya…
Jisko bhi lageya ishq ka rog
Jisko bhi lageya ishq ka rog
Usako paagal kehnde log
O jiya o jiya o jiya o jiya…

MovieLaut Aao
SingerAhmed Jahanzeb, Sachin Gupta
Music ComposerAhmed Jehanzeb
LyricistSameer
Star CastAhmed Jehanzeb, Sachin Gupta
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *