Jiska Man Ho Prem Ka Darpan Lyrics | Raeeszada | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Ravindra Jain

Jiska Man Ho Prem Ka Darpan Lyrics | Raeeszada | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Ravindra Jain

Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
Ho bandar bhudu anjana
Ho bandar bhudu anjana pahchana
Mai na janu darpan warpan
Bol tu apna pata thikana
Mai na janu darpan warpan
Bol tu apna pata thikana
Beghar premi diwana
Mai to beghar premi diwana pahchana

Mai kaun kaha se aaya hu
Bhul bhi ja ye baat
Nahi aashiq ki hoti hai koi bhi jaat
Nahi aashiq ki hoti hai koi bhi jaat
Arey ha mai bin soche bin jane
Kaise de du hath me hath
Nahi nibhti mohabbaat anadi ke sath
Nahi nibhti mohabbaat anadi ke sath
Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
Ho bandar bhudu anjana
Ho bandar bhudu anjana pahchana

Ho mai bahki bahki aayi hu pagle
Hosh dile zara rakho
Meri ungli pakad ke kalai na tham
Meri ungli pakad ke kalai na tham
Arey ho jo khud jalne ko bekal ho
Wo kyu soche anjan
Aaja kar de jawani jawani ke naam
Aaja kar de jawani jawani ke naam
Arey mai na janu darpan warpan
Bol tu apna pata thikana
Mai na janu darpan warpan
Bol tu apna pata thikana
Beghar premi diwana
Mai to beghar premi diwana pahchana

Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
Jiska man ho prem ka darpan
Kya kahta hai use zamana
O bandar bhudu anjana

MovieRaeeszada
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi
DirectorRaja Thakur
Music ComposerRavindra Jain
LyricistTajdar Taj
Star CastVikram, Zarina Wahab, Rakesh Roshan, Helen, Shreeram Lagoo, Baldev Khosa, Kunwar Ajit

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *