Jis Dil Mein Tu Nahin Lyrics  | Shabnam | Mohnish Bahl, Aruna Irani | Anuradha Paudwal | Anu Malik

Jis Dil Mein Tu Nahin Lyrics | Shabnam | Mohnish Bahl, Aruna Irani | Anuradha Paudwal | Anu Malik

Jis dil mein tu nahin
Use jaaungi chhod kar
Jis dil mein tu nahin
Use jaaungi chhod kar
Ek aur dil banaungi
Iss dil ko tod kar
Jis dil mein tu nahin
Use jaaungi chhod kar
Ek aur dil banaungi
Iss dil ko tod kar
Jis dil mein tu nahin
Use jaaungi chhod kar

Dil tukde tukde karde
Zamana to gham nahin
Dil tukde tukde karde
Zamana to gham nahin
Dil tukde tukde karde
Zamana to gham nahin
Muh tera dekh lungi
Tukdo ko jod kar
Muh tera dekh lungi
Tukdo ko jod kar
Ek aur dil banaungi
Iss dil ko tod kar
Jis dil mein tu nahin
Use jaaungi chhod kar

Hai aasman se unchi
Mohabbat ki manzile
Hai aasman se unchi
Mohabbat ki manzile
Hai aasman se unchi
Mohabbat ki manzile
Aayi hu tere paas
Mukadar ko chhod kar
Aayi hu tere paas
Mukadar ko chhod kar
Ek aur dil banaungi
Iss dil ko tod kar
Jis dil mein tu nahin
Use jaaungi chhod kar
Ek aur dil banaungi
Iss dil ko tod kar
Jis dil mein
Use jaaungi chhod kar
Jis dil mein tu nahin.

MovieShabnam
SingerAnuradha Paudwal
Music ComposerAnu Malik
LyricistZameer Kazmi
Star CastMohnish Bahl, Aruna Irani, Kanchan, Kanchan, Bharat Kapoor, Shammi Kapoor, Alok Nath, Paresh Rawal
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *