Jindagee Khvab Hai Lyrics | Jaagte Raho | Mukesh | Salil Chowdhury

Rangee ko narangee kahe, bane dudh ko khoya
Chalatee ko gadee kahe, dekh kabira roya

Jindagee khvab hai, khvab me jhuth kya
Aur bhala sach hai kya, sab sach hai
Jindagee khvab hai

Dil ne hamse jo kaha, hamne vaisa hee kiya
Phir kabhee fursat se sochenge bura tha ya bhala
Jindagee khvab hai

Ek katra mai kaa jab, patthar ke honthon par padha
Uske sine me bhee dil dhadka yeh usane bhee kaha kya
Jindagee khvab hai

Ek pyalee bhar ke maine, gham ke mare dil ko dee
Jahar ne mara jahar ko, murade me phir jan aa gayee
Jindagee khvab hai

MovieJaagte Raho
SingerMukesh
Music ComposerSalil Chowdhury

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *