Jhuki Jhuki Si Nazar Lyrics  | Khwahishein | Jagjit Singh | Jagjit Singh | Jagjit Singh

Jhuki jhuki si nazar bekaraar hai ki nahi

Daba daba sa sahi dil mein pyaar hai ki nahi
Jhuki jhuki si nazar

Tu apane dil ki jawaan dhadkano ko ginake bata

Meri tarah tera dil bekaraar hai ki nahi
Daba daba sa sahi dil mein pyaar hai ki nahi
Jhuki jhuki si nazar

Woh pal ke jisame mohabbat jawaan hoti hai

Uss ek pal ka tujhe intezaar hai ke nahi
Uss ek pal ka tujhe intezaar hai ke nahi
Jhuki jhuki si nazar bekaraar hai ki nahi
Daba daba sa sahi dil mein pyaar hai ki nahi
Jhuki jhuki si nazar.

MovieKhwahishein
SingerJagjit Singh
Music ComposerJagjit Singh
Star CastJagjit Singh
LabelSony Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *