Jhuki aai re badariya sawan ki
Jhuki aai re badariya sawan ki
Sawan ki
Sawan ki manbhawan ki
Sawan ki manbhawan ki
Jhuki aai re badariya sawan ki
Jhuki aai re badariya
Nanhi nanhi bundiya mehra barse
Pi pi papiha raj kare
Ali jaye kaho piya aawan ki
Jhuki aai re badariya sawan ki
Jhuki aai re badariya
Sun re hathi papiha papi
Pi ko nam na le
Sun pave koi biraha ki mari
Pi karan kije
Ye dou naina kaho na mane
Nadiya bahe jaise sawan ki
Koi jaye kaho piya aawan ki
Jhuki aai re badariya sawan ki
Jhuki aai re badariya
Sawan ki manbhawan ki
Sawan ki manbhawan ki
Jhuki aai re badariya sawan ki
Jhuki aai re badariya
| Movie | Bhabhi |
| Singer | Renuka Devi |
| Director | Franz Osten |
| Music Composer | Saraswati Devi |
| Lyricist | Meera Bai |
| Star Cast | Renuka Devi, P. Jairaj, Meera, Maya Devi, M. Nazir, P. F. Pithawala, V. H. Desai, Gyan Chandra, Rama Shukul, Agajani Kashmiree, Saroj Borkar, Pratima, Vimala Devi, Rani Bala, Lalita Dewoolker, K. B. Mangle, D. V. Surve |

