Jeene Diya Na Chain Se Lyrics  | Deewana | Suresh Kumar, Suraiya | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) | Naushad Ali

Jeene Diya Na Chain Se Lyrics | Deewana | Suresh Kumar, Suraiya | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) | Naushad Ali

Jeene diya na chain se
Do din bhi pyar me
Jeene diya na chain se
Zinda hue ko mar diya intzaar ne
Zinda hue ko mar diya intzaar ne
Jeene diya na chain se

Gham dur ho gaya
Gham ki dard ban gayi
Bachkar fiza se ban
Gayi to luta bahar ne
Zinda hue ko
Mar diya intzaar ne
Jeene diya na chain se

Baithe hue hai dil mein
Tamanna liye ue
Tamanna liye hue
Shayad jaga diya
Hamari pukar ne
Zinda hue ko
Mar diya intzaar ne
Jeene diya na chain se

Tare khile hai chand bhi
Hai chandani bhi hai
Aajao ab to raat
Ki zulfe sawarne
Zinda hue ko
Mar diya intzaar ne
Zinda hue ko
Mar diya intzaar ne
Jeene diya na chain se
Do din bhi pyar mein
Jeene diya na chain se.

MovieDeewana
SingerSuraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
DirectorAbdul Rashid Kardar
Music ComposerNaushad Ali
LyricistShakeel Badayuni
Star CastSuresh Kumar, Suraiya, Sumitra Devi, Shyam Kumar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *