Jeena Nahi Lyrics | Love in Vietnam | Amaal Mallik

Jeena Nahi Lyrics | Love in Vietnam | Amaal Mallik

Ishq Agar Hai Saza
To Dil 100 Baar Karega Khata
Deewana Hoon Main Uska
Mujhe Koi Bata De Pata

Hmm Hmm Maan Ja Mere Khuda
Na Rakh Mere Yaar Ko Mujhse Juda
Agar Hai to Sach Mein Kahin
Mujhko Tu Raah Dikha
Mere Khuda Mujhko Wo Raah Dikha

Hai Meri Jaan Jahan Wahan
Mujhe Hai Jaana Wahi
Agar Wo Mera Na Hua
To Mujhe Hai Jeena Nahi

Hai Meri Jaan Jahan Wahan
Mujhe Hai Jaana Wahi
Agar Wo Mera Na Hua
Toh Mujhe Hai Jeena Nahi
Ha Mujhe Hai Jeena Nahi
Oh Oh Oh

Jism Hi Jism Bacha
Meri Jaan Kahin Pe Kho Gayi Hai

Hmm Hmm Haal Mera Hai Itna Bura
Meri Rooh Tadap Ke Ro Rahi Hai
Ra Ra Ra

Chaand Pakadne Chala Magar
Ek Pal Mein Hi Hath Jala
Bhatakta Hoon Chaaron Taraf
Koi Thikana Nahin

Ye Duniya Kahe Mujhsa
Deewana Nahi

Hai Meri Jaan Jahaan Wahaan
Mujhe Hai Jaana Wahi
Agar Wo Mera Na Hua
Toh Mujhe Hai Jeena Nahi

Hai Meri Jaan Jahaan Wahaan
Mujhe Hai Jana Wahi
Agar Wo Mera Na Hua
Toh Mujhe Hai Jeena Nahi
Haan Mujhe Hai Jeena Nahi

MovieLove in Vietnam
SingerAmaal Mallik
DirectorRahat Shah Kazmi
Music ComposerAmaal Mallik
LyricistRashmi Virag
Star CastShantanu Maheshwari, Avneet Kaur, Kh? Ngân
LabelDRJ Records

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *