Jeena Bhi Koi Jeena Hai, Jab Tak Tera Saath Nahin Lyrics | Saboot | Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | Bappi Lahiri

Jeena bhi koi jeena hai jab tak tera sath nahi
Sath hamara sadiyo ka ye pal do pal ki baat nahi

Ho jo kare sang kare sang jiye sang mare

Sapno pe chada rang tera khil utha ang ang mera

Aaha teri adao ka jadu kare kahi hame na bekabu
Ham hai tumhare tum ho hamare
Jo kare sang kare sang jiye sang mare
Ho jeena bhi koi jeena hai jab tak tera sath nahi
Sath hamara sadiyo ka ye pal do pal ki baat nahi

Hai rup mera matwala maine tere liye hi sambhala

Tu aaye bahare aaye tere sath najare gaye
Phul ye dil ke mehke mil ke
Jo kare sang kare sang jiye sang mare
Ho jeena bhi koi jeena hai jab tak tera sath nahi
Sath hamara sadiyo ka ye pal do pal ki baat nahi

Ho jo kare sang kare sang jiye sang mare
Jeena bhi koi jeena hai jab tak tera sath nahi
Sath hamara sadiyo ka ye pal do pal ki baat nahi

MovieSaboot
SingerKishore Kumar, Lata Mangeshkar
DirectorShyam Ramsay, Tulsi Ramsay
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistAmit Khanna
Star CastNaveen Nischol, Kajal Kiran, Vidya Sinha, Prem Chopra, Vinod Mehra, Rajendra Nath, Trilok Kapoor

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *