Jee Le Jyada (Part- ll) Lyrics | Aatma | Nikhil Paul George | Sangeet Haldipur Siddharth Haldipur

Jee Le Jyada (Part- ll) Lyrics | Aatma | Nikhil Paul George | Sangeet Haldipur Siddharth Haldipur

Jee le zyada jee le zyada
Zindagi se ham ye karle wada
O jee le zyada jee le zyada
Zindagi se ham ye karle wada
Soche kyun main aur tu saanso ko roke kyun
Lamha lamha bahte jaye
Jee le zyada jee le zyada
O zindagi se ham ye karle waada

Dhadkano ke sun ishare
Dhadakne de khwaab saare
Dhadkano ke sun ishare
Dhadakne de khwaab saare
Labo pe basti ho khushi barasti ho
Gam ki khabar na ho na ho
Fikro ki dhup ho to sar pe ugale badalo ko
Befikar si barisho me bhige jyada jee le zyada
Ha zindagi se ham ye karle waada
Soche kyun main aur tu saanso ko roke kyun
Lamha lamha bahte jaye
Jo bhi ab hai wahi sab hai is ab ko jee le zara
Zindagi se ham ye karle waada
O jee le zyada jee le zyada jee le zyada
Zindagi se ham ye karle waada
Jee le zyada

MovieAatma
SingerNikhil Paul George
DirectorSuparn Verma
Music ComposerSangeet Haldipur Siddharth Haldipur
LyricistKumaar
Star CastBipasha Basu, Nawazuddin Siddiqui, Doyel Dhawan, Darshan Jariwala, Shernaz Patel, Jaideep Ahlawat, Geetika Tyagi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *