Jawani Ka Yeh Alam Hai Lyrics  | Kahin Aar Kahin Paar | Joy Mukherjee, Vimmi | Kishore Kumar | Ganesh

Jawani Ka Yeh Alam Hai Lyrics | Kahin Aar Kahin Paar | Joy Mukherjee, Vimmi | Kishore Kumar | Ganesh

Jawani ka
Jawani ka yeh alam hai
Khuda hafiz tumhara
Tadap jata hai is dar se
Kabhi dil bhi tha humara
Ke dusman koi bhi
Humara bane na
Humare siwa koi
Tumhare bane na
Ke dusman koi bhi
Humara bane na
Humare siwa koi
Tumhare bane na
Jawani ka yeh alam hai
Khuda hafiz tumhara

Sare nazare kehte
Hai tumse
Dedo hume bhi
Shokhi nazar ki
Jhukne lagi hai ha
Kadamo mein bazi
Aisi lachak hai patli kamar ki
Chikani chikani bahe
Barfili yeh raahe
Hum ko karti hai deewana
Jawani ka
Jawani ka yeh alam hai
Khuda hafiz tumhara

Hey hey hey la la lala

Dil ki nirali duniya mein aao
Aisi suhani basti milegi
Hatho mein koi ha
Saagar na hoga
Aankho mein lekin
Masti milegi
Matwali ho yeh raate
Raato mein yeh baate
Kaisi hoti hai na puchho
Jawani ka
Jawani ka yeh alam hai
Khuda hafiz tumhara
Tadap jata hai is dar se
Kabhi dil bhi tha humara
Ke dusman koi bhi
Humara bane na
Humare siwa koi
Tumhare bane na
Humare siwa koi
Tumhare bane na
Humare siwa koi
Tumhare bane na.

MovieKahin Aar Kahin Paar
SingerKishore Kumar
Music ComposerGanesh
LyricistShamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Star CastJoy Mukherjee, Vimmi, Helen, Nadira, Shetty, Sheikh Mukhtar, Shyam Kumar, Anwar Hussan
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *