Jau to kaha jau
Jau to kaha jau sab kuch yahi hai
Tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
Jau to kaha jau sab kuch yahi hai
Tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
Jau to kaha jau
Jaise bhi roko bihari mohe jag to pukare
Bihari mohe tere dawar aake
Ha tere dawar aake jana nahi hai
Jau to kaha jau sab kuch yahi hai
Tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
Jau to kaha jau
Preet tere sang jodi piya
Chunari tere rang audhi piya
Kahi aur ghunghata kahi aur ghunghata
Uthana nahi hai
Jau to kaha jau sab kuch yahi hai
Tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
Jau to kaha jau sab kuch yahi hai
Tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
Jau to kaha jau
| Movie | Anamika |
| Singer | Asha Bhosle |
| Director | Raghunath Jhalani |
| Music Composer | R D Burman |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan, Ramesh Behl, Achla Sachdev, Narendra Nath, Iftekhar, Asrani, A K Hangal, Helen, Baby Pinky, Meena T, Indu Shivraj, Yunus Parvez, Raja Duggal, Shiraz Moti, Chandrashekhar, Rajendra Nath, Ashoo, Raj Narayan, Amarjeet, Rajendra |

