Jannat Lyrics | Jannat (Album) | Ankur Tewari | Ankur Tewari

Jannat Lyrics | Jannat (Album) | Ankur Tewari | Ankur Tewari

Arj hai ek daasta
Iski hai na koi jubaah
Sunte the hum lekin magar
Likhne waale ka hai naa pata
Hai kahaani aisi meri
Hai ajaadi isme meri
Le chalo mujhe zannat ho wahaa
Ho awaaj pukaro mujhe aiyyehh
Le chalo mujhe zannat ho wahaa
Ho awaj pukaro mujhe aiyyehh

Kuch hi labjo me mera zahaan
Saamne hai jaisa hua
Ab kisi se na kuch chupa
Shayhi ke chaadar par hai nishaa
Hai kahaani aisi meri
Hai ajaadi isme meri
Le chalo mujhe zannat ho wahaa
Ho awaj pukaro mujhe aiyyehh
Le chalo mujhe zannat ho wahaa
Ho awaj pukaro mujhe aiyyehh

Marj hai aisa yahaa
Jiski hai na koi dawa
Hota na ab koi asar
Ab to main aur mera kaarwaah
Hai kahaani aisi meri
Hai ajaadi isme meri
Le chalo mujhe zannat ho wahaa
Ho awaj pukaro mujhe aiyyehh
Le chalo mujhe zannat ho wahaa
Ho awaj pukaro mujhe aiyyehh
Le chalo mujhe zannat ho wahaa
Ho awaj pukaro mujhe aiyyehh
Le chalo mujhe zannat ho wahaa
Ho awaj pukaro mujhe aiyyehh
Aiyyehh aiyyehh

MovieJannat (Album)
SingerAnkur Tewari
Music ComposerAnkur Tewari
LyricistAnkur Tewari

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *