Janani Janmbhoomi Lyrics | Badi Maa | Lata Mangeshkar | Datta Korgaonkar

Janani Janmbhoomi Lyrics | Badi Maa | Lata Mangeshkar | Datta Korgaonkar

Tum ma ho badi ma
Tum ma ho badi ma
Nyaay ke dag me deep jala do
Soye hue hrday ko jaga
Nyaay ke dag me deep jala do
Soye hue hrday ko jaga
Dharti ko aakaash bana do
Bana do
Aakaash bana do
Tum ma ho badi ma
Tum ma ho badi ma
Tum ma ho badi ma
Tum ma ho badi ma

Chhote baalak bilakh rahe hai
Nange bhukhe sisak rahe hai
Nange bhukhe sisak rahe hai
Daulatwaale
Daulatwaale
Hulak rahe hai
Julam sitam ka raaj hata do
Tum ma ho badi ma
Tum ma ho badi ma
Tum ma ho badi ma
Tum ma ho badi ma

Badli gam ki aisi chhai
Chhai
Dushman hua hai bhai ka bhai
Dushman hua hai bhai ka bhai
Hindu muslim sikh isaai
Hindu muslim sikh isaai
Ab tum sabko gale mila do
Ab tum sabko gale mila do
Tum ma ho badi ma
Tum ma ho badi ma
Tum ma ho badi ma
Tum ma ho badi ma

MovieBadi Maa
SingerLata Mangeshkar
DirectorVinayak
Music ComposerDatta Korgaonkar
LyricistAnjum Pilibhiti
Star CastIshwar Lal, Yakub, Salvi, Sitara Devi, Meenakshi, Girish, Noorjehan, Jog, Alka, Leela Mishra, Asha Bhosle, Lata Mangeshkar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *