Jana Lyrics | Suno To Deewana Dil (Kamaal Khan) | Kamaal Khan | Anand Raj Anand

Jana Lyrics | Suno To Deewana Dil (Kamaal Khan) | Kamaal Khan | Anand Raj Anand

Mausam ka hai asar
Ya ke jadu hai tera
Kya baat hai jo dil bekabu hai mera
Jana
Kuch to batana
Jana
Kuch to batana

Ho lag raha hai aisa kyu mujhe
Dekhta hi jaau bas tujhe
Baat teri aankho se
Yaar main karu
Imtihan lele chahe tu
Meri jaan lele chahe tu
Isse jyada ab main baat kya kahu
Jana
Kuch to batana
Jana
Kuch to batana
Mausam ka hai asar
Ya ke jadu hai tera
Kya baat hai jo dil bekabu hai mera
Jana
Kuch to batana
Jana
Kuch to batana

O pyar jisse karta hai dil
Uspe hi to marta hai dil
Parwah kisi ki ye kisliye kare
Phir bhi sochta hai baat ye
Tute na kabhi sath ye
Jane ye diwana kis baat se dare
Jana
Kuch to batana
Jana
Kuch to batana
Mausam ka hai asar
Ya ke jadu hai tera
Kya baat hai jo dil bekabu hai mera
Jana
Kuch to batana
Jana
Kuch to batana
Mausam ka hai asar
Ya ke jadu hai tera
Kya baat hai jo dil bekabu hai mera
Jana
Kuch to batana
Jana
Kuch to batana
Jana
Kuch to batana
Jana
Kuch to batana

MovieSuno To Deewana Dil (Kamaal Khan)
SingerKamaal Khan
Music ComposerAnand Raj Anand

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *